Kuchh log the roz mila krte the,Kuchh suna krte the..to kuchh bola krte the
Aur roz ki roz unbaaton ke local aur global Parameters define kiya krte the
Utti ki Mimicry ho ya Vai ka Signal Effect,Ye Dono sabko hasa hasa ke pagal kiya krte the
Ek Kaka ke socks the jo dhulne ko tarasa krte the,aur ek Guppy ke Socks the jo Har Roz badla krte the
Bapu ka manna tha ki jo bhi sab is sansar mai hain sab "gadhennnn" hai..isliye vo pahadope jhopdi banane ka khwab buna krte the
Ba"KUL"ki coolnesss ki baat na kareen to hee achha hai...Kyonki unki Coolness ki charche sab suna krte the
Jedi ek dressmakerki Bhoomika ada kiya krte the par phir bhi Vo roz poore grpke liye Bhajiya tala krte the
Bachhe ki kilkariyan sabko achhi lagti thi..par uske dood ki bottle ka khali hona humko akhra krta tha
Insab ke beech mai ek Gadar tha,jo apne job mai kafi busy rha krte tha aur certificationski duniya mai baha krte the
Guppy ke Charche kuchh khaas the,kuchh Alag the...isliye log unhe kabhi nhi bhoola krte the
Par Insab ke beech mai ek kaka thejo "SENIOR PRO" ki Bhoomika ada kiya krte the
Ladkiyon ka Kkrish par mar mitna ya Pakiya ka Ladkiyon par..In dono hee paksho ki Sameeksha Hum kiya krte the
Aise Hee kuchh EXOTICS jiya krte the aur thodi bahut jeene ki Ada diya krte the
Yehi Thi ek choti si kahani..Ek EXOTIC Ki Jubani!!:)
|||Dedicated To all Exoticians|||
|||Courtesy-Dharti ka Bhoj(Niks)|||
mast yaar...maza aagaya...i hope ye kahani aage badegi...aur likhne wala apni tareef mein bhi kuch likhga....
ReplyDeletekyonki..
NIKS ko hum sab kabhi bhula nhi sakte....
wo hadd kar rha hai n wo rs10 ke biscuit ki baatein, to kahin "MAY I KNOW URS ke charche...:)...to kahin to sun main kya keh rha hun aur kaisi baatein kar rha hai ki goonj hamare kano mein hamesha rahegi...
is kahaani ke shayraana lavz yaadon ko javaan karte the,
ReplyDeleteAmooman har ek ki kahaani bakhubi bayaan karte the.
gam is baat ka hai Goofy ke jee to tum bhi lete wo pal,
par tum us adhuri kahaani main shayar ki dastaan ka intajaar kiya karte the.
super work niks... padhkar mazza aaya!!
ReplyDelete